UPI App Kya Hai Aur UPI Application Ka Use Keise Kare

Hello Everyone, Me ek baar fir se aapke litye nayi post lekar aaya hu. meri aaj ki post ka tittle aapne dekha hoga. meine apni pichhli post me bataya tha ki aap cashless transiction keise kar sakte hai jise aap yaha click karke padh sakte hai. aap sabhi achhi tarah se jante hai ki hamare desh me 8 novmber 2016 se 500 aur 1000 ke note band kar diye gaye the jisse sabhi ko thodi pareshaani huyi thi. aaj me aapko bataunga ki UPI App Kya Hai Aur ye kaam keise karta hai.

lekin isi pareshani ke beech sabse majedaar baat ye rahi ki kuchh esi taknik chalne lagi jisse hum bhi apne india ko cashless transiction ki aur lekar ja sakte hai. agar baat cashless transiction ki ho rahi hai to aapko bata du ki isse pahle bhi paytm aur freecharge jesi company cashless chal rahi hai aur meine iske baare me bhi post likhi thi jise aap yaha click karke padh sakte hai.

Mp3 Song Me Apni Photo Keise Lagaye

Youtube Ke Video Keise Download Kare Bina Kisi Software Ke

UPI App Kya Hai aaj iske baare me har koi janna chahta hai. UPI app ka full form UNFINED PAYMENT INTERFACE hai. UPI App ko Reserve bank of india ne launch kiya hai jisse aap apne bank har activity ko apne android mobile se control kar sakte hai. har bank ki alag alag UPI App hai isliye me yaha aapko link nahi de sakta. aapka account jis bank me aap us bank ki UPI Application Download kar sakte hai. sabse important baat ye hai ki security ki wajah se agar aapka mobile Root kiya huaa hai to aap UPI App ka Use nahi kar sakte because isse hamara data safe nahi rahta. android mobile ko root karne ke baare me aap yaha click karke padh sakte hai. esa bhi nahi hai iki android mobile ko rro karne ke koi fayde nahi hai. aap meri us post ko padh sakte hai.

Mobile Ko Hard Reset Karne Ke 3 Super Tarike

Adsense Account Ko Youtube Se Keise Jode

UPI App Kya Hai Aur Ye Kaam Keise Karta Hai.

UPI Application ka use har koi bank customer nahi kar sakta. 21 main bank ne RBI ke saath milkar is kaam ko kiya hai. UPI Application ki madad se aap apne bank se ek din me 1 lakh tak ka len den kar sakte hai. iske liye aapka aadhar card sirf bank se link hona chahiye. agar aapka aadhar card ab tak bank se link nahi hai to aap yaha click karke apne aadhar card ko bank se link kar sakte hai. UPI ka use aap shopping karne ke liye kar sakte hai lekin retailer ke paas iske liye biomatrick hona chahiye jisse wo aapke finger print le sake. kahne ka matlab ye hai ki ab aapko apni jeb me cash lekar jane ki koi jaruri nahi hai. bas UPI ki help se sab kaam kar sakte hai.

Apne name ki ringtone Download kare free me

UPI Application Ka Use Android Mobile Me Keise Kare

Paytm aur baaki sabhi me transiction karne ke liye ya peise bhejne ke liye aapke paas us user ki poori detail honi chahiye jeise ki uska bank me kis name se account hai aur jis bank me account hai uska ifsc code kya hai ye ek bahut badi problem hai lekin UPI Application ka use karne ke liye aapke paas sirf MMID honi chahiye. ye MMID aap jab UPI ka use karenge tab aapko pata chal jayegi. har account ki alag alag MMID hoti hai. UPI ek bahut hi safe way hai jisse aap online kisi ke paas bhi peise bhej sakte hai. meine pahle bhi aapko ek tarika bataya tha jisse aap online peise bhej sakte hai wo bhi bina kisi extra charge ke jise aap yaha click karke padh sakte hai lekin iski bhi ek limit thi. aap ek din me sirf 5000 hi transfer kar sakte hai lekin UPI Application me 1 lakh ki transiction karne par aapke 50 peise lagte hai jo mere hisaab se naa ke barabar hai.

Whatsapp Me Cool Font Ka Use Keise Kare

Kisi bhi software ki serial key download kare (super trick)

Calcution

UPI App kya hai ye aaj ka sabhi ka sawal hoga. mere hisaab se jab se india me old currency ban huyi hai tab se shayad iska isse achha option ho hi nahi sakta. UPI ek complete payment option hai. sabse achhi baat hai ki RBI ne bhi ek bahut hi achha rasta diya hai india ko cahless transiction ke liye. 

I Hope aapko meri UPI App kya hai aur ise keise use karte hai, post pasand aayi hogi. aap meri is post ko apne friend circle me share jarur kare aur hamare Prime Minister ke is kadam ko success banane me apna yogdan jarur de. aap mere latest update facebook se bhi le sakte hai iske liye aap yaha click karke mere facebook page ko like kar sakte hai. agar aap twitter ka use karte hai to aap yaha click karke mujhe follow kar sakte hai. 

4 thoughts on “UPI App Kya Hai Aur UPI Application Ka Use Keise Kare”

  1. नये साल के शुभ अवसर पर आपको और सभी पाठको को नए साल की कोटि-कोटि शुभकामनायें और बधाईयां। Nice Post ….. Thank you so much!! 🙂 🙂

    Reply

Leave a comment